[00:00.00] 作词 : Anjali Sharma[00:01.00] 作曲 : Vasuda Sharma[00:19.34] Aashna Bann Jaayein[00:22.09] Jism se parey bhi hai ik shaksiyat humari[00:27.79] Apni ahamiyat ka hum ehsaas bann jaayein[00:33.49] Iss daur se shikayaat tujhe bhi hai mujhe bhi[00:40.49] Iss daur ko badal dein naya daur kheench laayein[00:46.49] Rakeeb kyun banein hum, Kyun na aashna bann jaayein[00:52.49] Guzaarishon ka daur guzra ,haq cheenna hai ab toh[01:17.49] Junoon basta hai zehen mein tere bhi mere bhi[01:23.49] Kyun na hadd se aage badhkar manzil cheen laayein[01:29.49] Kyun na aashna bann jayein[01:54.49] Mohtaaj na ho tu bhi,majboor na rahoon mein[02:00.49] Seedhi banoon mein teri ,tu aasmaa choo ley[02:06.49] Gardishon mein ik dooje ke rehnuma bann jayein[02:12.49] ho buland yeh aawazein jo hum ek ho jaayein[02:18.49] Kyun na apni taakaton se ik zalzala uthaayein[02:24.49] Kyun na Aashna Bann jaayein[02:30.49] Rakeeb kyun banein hum ,kyun na aasna bann jaayein....