Aashna Bann Jaayein - Anusha Mani/Vasuda Sharma.lrc

LRC歌词下载
[00:00.00] 作词 : Anjali Sharma
[00:01.00] 作曲 : Vasuda Sharma
[00:19.34] Aashna Bann Jaayein
[00:22.09] Jism se parey bhi hai ik shaksiyat humari
[00:27.79] Apni ahamiyat ka hum ehsaas bann jaayein
[00:33.49] Iss daur se shikayaat tujhe bhi hai mujhe bhi
[00:40.49] Iss daur ko badal dein naya daur kheench laayein
[00:46.49] Rakeeb kyun banein hum, Kyun na aashna bann jaayein
[00:52.49] Guzaarishon ka daur guzra ,haq cheenna hai ab toh
[01:17.49] Junoon basta hai zehen mein tere bhi mere bhi
[01:23.49] Kyun na hadd se aage badhkar manzil cheen laayein
[01:29.49] Kyun na aashna bann jayein
[01:54.49] Mohtaaj na ho tu bhi,majboor na rahoon mein
[02:00.49] Seedhi banoon mein teri ,tu aasmaa choo ley
[02:06.49] Gardishon mein ik dooje ke rehnuma bann jayein
[02:12.49] ho buland yeh aawazein jo hum ek ho jaayein
[02:18.49] Kyun na apni taakaton se ik zalzala uthaayein
[02:24.49] Kyun na Aashna Bann jaayein
[02:30.49] Rakeeb kyun banein hum ,kyun na aasna bann jaayein....
文本歌词
作词 : Anjali Sharma
作曲 : Vasuda Sharma
Aashna Bann Jaayein
Jism se parey bhi hai ik shaksiyat humari
Apni ahamiyat ka hum ehsaas bann jaayein
Iss daur se shikayaat tujhe bhi hai mujhe bhi
Iss daur ko badal dein naya daur kheench laayein
Rakeeb kyun banein hum, Kyun na aashna bann jaayein
Guzaarishon ka daur guzra ,haq cheenna hai ab toh
Junoon basta hai zehen mein tere bhi mere bhi
Kyun na hadd se aage badhkar manzil cheen laayein
Kyun na aashna bann jayein
Mohtaaj na ho tu bhi,majboor na rahoon mein
Seedhi banoon mein teri ,tu aasmaa choo ley
Gardishon mein ik dooje ke rehnuma bann jayein
ho buland yeh aawazein jo hum ek ho jaayein
Kyun na apni taakaton se ik zalzala uthaayein
Kyun na Aashna Bann jaayein
Rakeeb kyun banein hum ,kyun na aasna bann jaayein....