[01:02.920] Yeh pyaasi mohabbat, yeh pyaasi jawaani[01:09.907] Adhuri adhuri yeh dil ki kahaani[01:14.977] Jhuki hui hai raat yeh[01:20.038] Ruki hui hai baat yeh[01:25.000] Yeh chaandni raat aage chale[01:29.648] Ho, kuch pyaar ki baat aage chale[01:35.028] Yeh pyaasi mohabbat, yeh pyaasi jawaani[01:39.995] Adhuri adhuri yeh dil ki kahaani[01:45.081] Jhuki hui hai raat yeh[01:50.015] Ruki hui hai baat yeh[01:55.093] Yeh chaandni raat aage chale[01:59.765] Ho, kuch pyaar ki baat aage chale[02:13.715] Kab kaun jaane kahan chala jaaye[02:20.516] Mausam yahan se vahan chala jaaye[02:25.416] Aisa na ho yeh sama chala jaaye[02:31.974] Oh, kab kaun jaane kahan chala jaaye[02:37.754] Mausam yahan se vahan chala jaaye[02:42.859] Aisa na ho yeh sama chala jaaye[02:50.263] Jhuki hui hai aankh bhi[02:55.003] Ruki hui hai saans bhi[03:00.072] Kuch to mulaaqaat aage chale[03:04.619] Ho, kuch pyaar ki baat aage chale[03:10.083] Yeh pyaasi mohabbat, yeh pyaasi jawaani[03:14.863] Adhuri adhuri yeh dil ki kahaani[04:04.288] Bole yeh nazar yeh zubaan chali jaaye[04:10.209] Yeh dil gaya ab yeh jaan chali jaaye[04:15.343] Door door tak yeh daastaan chali jaaye[04:22.064] Oh, bole yeh nazar yeh zubaan chali jaaye[04:27.684] Yeh dil gaya ab yeh jaan chali jaaye[04:32.883] Door door tak yeh daastaan chali jaaye[04:39.942] Jhuka hua hai aasmaan[04:44.827] Ruka hua hai yeh jahaan[04:49.868] Saara jahaan saath aage chale[04:54.626] Ho, kuch pyaar ki baat aage chale[05:00.456] Yeh pyaasi mohabbat, yeh pyaasi jawaani[05:04.885] Adhuri adhuri yeh dil ki kahaani[05:10.159] Jhuki hui hai raat yeh[05:15.158] Ruki hui hai baat yeh[05:20.060] Yeh chaandni raat aage chale[05:24.609] Ho, kuch pyaar ki baat aage chale